|
|
|
This
category contains
Urdu and Hindi SMS Messages |
| Send these
Urdu and Hindi
SMS Messages
to your friend, boss, secretary, brother, sister,
cousin, aunty, father, mother, wife, teacher, sir,
miss, spouse, family and to everyone you like.
|
|
| |
|
|
kia
kahoon tujhe mein .. khuwab kahon to toot jayega.. dil kahoon
to pighal jayega.. chal tera naam zindagi rakh doon.. mout tak
to tera saath mil jayga |
|
Submitted By:
Moderator |
|
Ankhoo
main Khushi Laboo par hansi J Gham L ka kahein naam na ho Ap
ko Jahan ki saari khushyaan milein Inn khushyoo ki kabhi shaam
na ho Ameen (`0`) |
|
Submitted By:
Moderator |
|
Jab Jab
gheray Badal chaay , Teri yaad aai , Jab Jhoom k barsa Sawan
Teri yaad aai , Ab raha nahi jata Chattri lota day bahi!
|
|
Submitted By:
Moderator |
|
Dil main
ajeeb sa shor ho raha hai , Bin sms Dil bhoat bore ho raha hai
, kahein aasa tu nahi eik pyaara sa dost muje say dore ho raha
hai…>?<… |
|
Submitted By:
Moderator |
(.”)
pata kinna
<((> miss keeta
./ \. tenu???
INNA
,,------(“.)------,,
))
./ \. |
|
Submitted By:
Moderator |
|
Ap agar
PAGAL ho tu sms parhtay hi miss call kijyay ga , Stupid ho tu
sms kijyay ga , BEWAQOOF ho tu call kijay ga , Ore aga teeno
ho tu chup rahiyay ga. . |
|
Submitted By:
Moderator |
Qadam
Qadam Per Hawaon se Rabta Rakhna,
Khizan Ki rut may Baharon Se Rabta Rakhna,
Hamari Yad ki Khushbo zroor Aye Gi Tumain,
Apnay Dil ka Dreecha zara Khula Rakhna. |
|
Submitted By:
Moderator |
Hamari
Kabar ki Matti Roz Churata Hai Koi
Har Dam Har Pal yad Ata hai Koi,
Ay Allah do lamhay k lie sansain de day,
Roz meri Kabar se uddas jata hai
Koi....................... |
|
Submitted By:
Moderator |
Tum jise
naseeb ho, yah uska naseeb hoga,
Mere naseeb me teri yade hi sahi,
Tu na sahi teri di hui yah yadden hi sahi.
Teri yado me, yah sari jindagi gujar jayegi,
Inka koi dar nahin kayunki yah sirf meri hain,
aur yah wada hain yah na kabhi teri tarah jayegi. |
|
Submitted By:
Moderator |
Banane
me mazaa hain wo kaar-khaane jaante hain
Pilane me jo mazaa hain wo may-khaane jaante hain
Jalne me jo mazaa hain wo parwaane jaante hain
Arre yaaro..
pyar me jo mazaa hai wo deewaane jaante hain... |
|
Submitted By:
Moderator |
Pathar
bana dia muje rone nahin diya
damaan bhi tere gham ne bighone nahin diya
tanhaiyan tumhara pata poochhti rahe
shaab bhar tumhari yaad ne sone nahin diya
ankhon me aakar beth gayi annsoon ki lehar
palkon pe koi khwaab pe rone nahin diya
dil ko tumhare naam ke ansoo aziz the
duniya ka dard dil me samone nahin diya
Nasir yoon uski yaad chali haath thaam ke
mele me is jahan ko khone nahin diya |
|
Submitted By:
Moderator |
muj se
ziyada agar koi tumhe chahe tuo
mere hantho se apna hath chura lena
mere sajdon se apna ser utha lena
tor dena pyar ki zangiren
mita lena apne hatho se lakiein
meri aankho se apna khawab
khawabon se meri tasveerain
magar agar muj se ziyada koi tum he chahe |
|
Submitted By:
Moderator |
|
kash
main tere hansi hath ka kangan hota
tuo bare pyar se chao se bare maan k sath
apni nazuk si kalai main charhati muj ko
or betabi se furkaat k khiza lamho main
tu kisi soch main dubi jo ghumati mujkho
main tere hath ki khushbo se dehekh sa jata
jab bhi kabhi mod main tu muje ko chuma karti
main tere honton ki hiddat se dehek sa jata
kuch nahi tu ye benaam sa bandhan hota
kash main ter hansi hath ka kangan hota |
|
Submitted By:
Moderator |
|
|
|
|